Ajareresalat Forum
Bismillah Hirahman Niraheem

Assalamu Alaiykum, Ya Ali (as) Madad and welcome to Ajareresalat.

If you are already a member on this forum then please log in using your username and password to access many features of the forum.

If you have not registered on this forum and are looking for friendly advice, answers to questions or just for discussion, feel free to register!

If you are having problems or facing any kind of difficulties accessing the forum then please email us at: ajareresalat@gmail.com

Join the forum, it's quick and easy

Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.

Sakina (sa) qaid say wapas na aayi

Go down

Sakina (sa) qaid say wapas na aayi Empty Sakina (sa) qaid say wapas na aayi

Post by azadaar110 Fri May 28, 2010 9:05 am

Sakina (sa) qaid se wapas na aayi

3x Haaye Sakina, haaye Sakina

Khabar ye shaam se Zainab hai laayi, Sakina qaid se wapas na aayi (2x)

Khuli zanjeer Aabid ke qadam ki
ridaaye mil gai Ehle Haram ki
Rassan gardan se uski na paayi
Sakina qaid se wapas na aayi

Kafan, kurta, lehad, zindaan ka gosha
gaya na mar ke qismat ka andhera
Duhaayi, hai duhaayi, hai duhaayi
Sakina qaid se wapas na aayi

Kaha Baano ne kaise ghar ko jaaun
Jigar ki aag ko kaise bujhaaun
Meri Bachi ko kaisi neend aayi
Sakina qaid se wapas na aayi

Jagati hun hila kar uska shaana
Na kaam aya mera rona rulana
Aray kya mar gai ghum ki sataayi
Sakina qaid se wapas na aayi

Buhot arman tha ghar jaane ka usko
Zara Aabid meri Bachi se kehdo
Chalo ghar ko sawaari hai mangaayi
Sakina qaid se wapas na aayi

Chacha se, Baap se, Bhai se bichri,
meri Bachi ki thi taqdeer kaisi
Khushi chothe (4.) baras na raas aayi
Sakina qaid se wapas na aayi

Lagi thi aag daman mei bujhadi
Hui wo tishnagi sehre ki aadhi
Magr jo aag paani ne lagaayi
Sakina qaid se wapas na aayi

Labe kaanon ki choo kar poochti thi
Rawani ruk gai hai kya lahoo ki
Labon ki boondh daman par na aayi
Sakina qaid se wapas na aayi

Andheron se kya karti theen baatein
Ujaale phir se kab dekhengi aankhein
Andheron ne hansi uski urhaayi
Sakina qaid se wapas na aayi

Bani zindaan mei qabr e Sakina
Tha Zehra ki tarhan sabr e Sakina
Ajab qismat thi is Bachi ne paayi
Sakina qaid se wapas na aayi
azadaar110
azadaar110
Moderator
Moderator

Number of posts : 89
Age : 33
Location : UK
Points : 150
Registration date : 2010-05-25

http://www.hubeali.com

Back to top Go down

Back to top

- Similar topics

Permissions in this forum:
You cannot reply to topics in this forum