Ajareresalat Forum
Bismillah Hirahman Niraheem

Assalamu Alaiykum, Ya Ali (as) Madad and welcome to Ajareresalat.

If you are already a member on this forum then please log in using your username and password to access many features of the forum.

If you have not registered on this forum and are looking for friendly advice, answers to questions or just for discussion, feel free to register!

If you are having problems or facing any kind of difficulties accessing the forum then please email us at: ajareresalat@gmail.com

Join the forum, it's quick and easy

Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.

Shaheed Faqeer

3 posters

Go down

Shaheed Faqeer Empty Shaheed Faqeer

Post by azadaar110 Sun Jun 13, 2010 4:41 am

Riwayat hay kay jab Maula Hassan (as) aur Maula Hussain (as) apnay Walid-e-Athar (as) ko bazaahiree zameen kay supurd kar kay wapas arahay thay to raah main aik faqeer ko dekha jo nala kar raha tha to Maula (as) nay us say poocha,

"Kya wajah hai jo tu itna nala-o-fariyaad kar raha hai?"

Is nay jawab dia, "Mai ghareeb hun, be'kas-o-be'sahara hun, mera koi saathi nahi hai, na koi ghumkhwar hai. Aik saal hogaya hai kay mai is muqam per hun. Aik Mard-e-Azeem her roz meray pas atay thay, meri ehwal pari kartay thay, mujhko ghiza puhchaatay thay aur mujhsay muhabbat aur mehrbani kartay thay. 3 din huay hain kay wo meray pas nahi aaye hain."

To Maula Hassan (as) nay is say poocha,

"Kya tu Unka andaz-e-guftogu bayan kar sakta hai?"

To us shakhs nay bola,

"Haan, jab Wo hamd kartay thay to lagta tha kay tamam kainaat Unkay saath hamd kar rahi hai."

Maula Hassan (as) nay farmaya,

"Aye Banda-e-Khuda, jo siffat tu bata raha hai woh to Humaray Walid Maula Ameer-ul-Momineen (as) ki hain."

To usnay poocha,

"Kya wajha hai kay Aap kay Walid (as) 3 din say meray pas nahi aye hain?"

Maula (as) nay uss shakhs say farmaya,

"3 din pehlay aik shaqi(LA) nay Unkay zarb lagayi hai, Hum aaj Unko abhi supurd-e-khaak kar kay arahay hain."

Yeh sun ker us faqeer per ghum taari hota hai aur woh apnay hawas kho deta hai aur bolta hai,

"Maula (as), mujhko Apnay Walid (as) ki qabr-e-mubarak per lay jaaien."

Aik taraf say Maula Hassan (as) usko sahara detay hain aur doosri taraf say Maula Hussain (as). Jab woh Maula Ameer-ul-Momineen (as) ki qabr per aata hai to khud ko qabr per giraata hai aur dua karta hai,

"Aye Allah, tujko meray Maula, meray Ghumkhwar ka waasta hai kay mujhko ab is dunia main nahi rehna hai. Meri rooh ko qabz kar."

Bas woh yeh dua mangta hai aur uski dua qabul hoti hai auraur woh wahan per shaheed hota hai.

(Sog Nama Aal-e-Muhammad (as), pp. 100)

^^^Is anyone able to translate this?
azadaar110
azadaar110
Moderator
Moderator

Number of posts : 89
Age : 32
Location : UK
Points : 150
Registration date : 2010-05-25

http://www.hubeali.com

Back to top Go down

Shaheed Faqeer Empty Re: Shaheed Faqeer

Post by alialiali Tue Jun 15, 2010 4:17 pm

beautiful, mashallah,

just so noone ignores your question
due to my reply, Is anyone able to translate this hadith in english as what azadar110 is looking for?

alialiali
New Member
New Member

Number of posts : 89
Age : 44
Location : uk
Points : 119
Registration date : 2010-05-26

http://www.al-islam.org

Back to top Go down

Shaheed Faqeer Empty Re: Shaheed Faqeer

Post by Rational Mind Tue Jun 15, 2010 5:01 pm

azadaar110 wrote:Riwayat hay kay jab Maula Hassan (as) aur Maula Hussain (as) apnay Walid-e-Athar (as) ko bazaahiree zameen kay supurd kar kay wapas arahay thay to raah main aik faqeer ko dekha jo nala kar raha tha to Maula (as) nay us say poocha,

"Kya wajah hai jo tu itna nala-o-fariyaad kar raha hai?"

Is nay jawab dia, "Mai ghareeb hun, be'kas-o-be'sahara hun, mera koi saathi nahi hai, na koi ghumkhwar hai. Aik saal hogaya hai kay mai is muqam per hun. Aik Mard-e-Azeem her roz meray pas atay thay, meri ehwal pari kartay thay, mujhko ghiza puhchaatay thay aur mujhsay muhabbat aur mehrbani kartay thay. 3 din huay hain kay wo meray pas nahi aaye hain."

To Maula Hassan (as) nay is say poocha,

"Kya tu Unka andaz-e-guftogu bayan kar sakta hai?"

To us shakhs nay bola,

"Haan, jab Wo hamd kartay thay to lagta tha kay tamam kainaat Unkay saath hamd kar rahi hai."

Maula Hassan (as) nay farmaya,

"Aye Banda-e-Khuda, jo siffat tu bata raha hai woh to Humaray Walid Maula Ameer-ul-Momineen (as) ki hain."

To usnay poocha,

"Kya wajha hai kay Aap kay Walid (as) 3 din say meray pas nahi aye hain?"

Maula (as) nay uss shakhs say farmaya,

"3 din pehlay aik shaqi(LA) nay Unkay zarb lagayi hai, Hum aaj Unko abhi supurd-e-khaak kar kay arahay hain."

Yeh sun ker us faqeer per ghum taari hota hai aur woh apnay hawas kho deta hai aur bolta hai,

"Maula (as), mujhko Apnay Walid (as) ki qabr-e-mubarak per lay jaaien."

Aik taraf say Maula Hassan (as) usko sahara detay hain aur doosri taraf say Maula Hussain (as). Jab woh Maula Ameer-ul-Momineen (as) ki qabr per aata hai to khud ko qabr per giraata hai aur dua karta hai,

"Aye Allah, tujko meray Maula, meray Ghumkhwar ka waasta hai kay mujhko ab is dunia main nahi rehna hai. Meri rooh ko qabz kar."

Bas woh yeh dua mangta hai aur uski dua qabul hoti hai auraur woh wahan per shaheed hota hai.

(Sog Nama Aal-e-Muhammad (as), pp. 100)

^^^Is anyone able to translate this?

I have done a rudimentary translation, please feel free to amend any words not correctly or accurately translated.

It is narrated that upon the return from burying their father Mola Hasan (as) and Mola Hussain (as) saw a destitute man who was crying loudly.
They (as) asked 'why are you lamenting and crying thus?'.

He replied ' I am a poor destitute man without any means to help myself or any means of support, I have no companion and no one to share my sorrow. It has been one year since I have been in this state. One great man used to come to me and used to give me company, used to give me sustenance and showed me love and compassion. But it has been 3 days since he last came to me'.

So Mola Hasan (as) asked of him ' Can you tell me his manner of speech?'

The man replied 'Yes, when He used to praise [Allah swt] it seemed as if the universe was praising [Allah] with him'.

Mola said 'O slave of Allah, the qulaities you are stating are the ones found in my father Mola Ammer al Momineen (as).

So he asked 'why is it that your father has not come to me for the last 3 days?'

Mola (as) replied to him ' 3 days peviously an evil (la) man struck him with a sword, we are today coming back after burying him'.

Upon hearing this news the destitute man becomes grief struck, loses his senses and states ' Mola (as) take me to the grave of your father'.

On one side Mola Hassan (as) support him and from the other Mola Hussain (as) give him support. When he reaches the grave of Mola Ameer ul Momineen (as), he lets himself fall to the ground next to the grave and supplicates ' O Allah (swt), I beseech you for the sake of my Mola the sharer of my grief that I no longer wish to remain in this world. Please take my soul'.

As soon as he says this prayer, his supplication is accepted and he attains martyrdom.

(sog nama Aal e Muhammad (as) pp 100 [Story of the grieving for Aal e Muhammad (as)].
Rational Mind
Rational Mind
Administrator
Administrator

Number of posts : 123
Age : 49
Location : London UK
Points : 132
Registration date : 2010-05-26

http://nazshah1@gmail.com

Back to top Go down

Shaheed Faqeer Empty Re: Shaheed Faqeer

Post by azadaar110 Wed Jun 16, 2010 7:17 am

Thanks Smile Ya Ali Madad
azadaar110
azadaar110
Moderator
Moderator

Number of posts : 89
Age : 32
Location : UK
Points : 150
Registration date : 2010-05-25

http://www.hubeali.com

Back to top Go down

Shaheed Faqeer Empty Re: Shaheed Faqeer

Post by Sponsored content

Sponsored content

Back to top Go down

Back to top

- Similar topics

Permissions in this forum:
You cannot reply to topics in this forum