Ajareresalat Forum
Bismillah Hirahman Niraheem

Assalamu Alaiykum, Ya Ali (as) Madad and welcome to Ajareresalat.

If you are already a member on this forum then please log in using your username and password to access many features of the forum.

If you have not registered on this forum and are looking for friendly advice, answers to questions or just for discussion, feel free to register!

If you are having problems or facing any kind of difficulties accessing the forum then please email us at: ajareresalat@gmail.com

Join the forum, it's quick and easy

Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.

Fizza (sa) teri wafa ki hadd akhri yehi hai

Go down

Fizza (sa) teri wafa ki hadd akhri yehi hai Empty Fizza (sa) teri wafa ki hadd akhri yehi hai

Post by azadaar110 Fri May 28, 2010 8:53 am

Fizza teri wafa ki hadd aakhri yehi hai

Fizza teri wafa ki hadd aakhri yehi hai

Zainab ke saath tu bhi bazaar mei khari hai

Tu ne to Syedo ka aabaad ghar bhi dekha
Aur kis tarhan hua wo barbaad ghar bhi dekha
Kis ne kisse satayaa, tu khoob jaanti hai

Jab Hassan ka janaza wapas hai ghar mei aya
Farwa ke saath ro kar, Qasim gale lagaya
Laashe Hassan se tu bhi rahi teer khenchti hai

Baandhi hui rassan mei, Zainab jo shaam aayi
Teri kammar ke peeche, chupti thi Zahra jaayi
Har mor pe dilaase Zainab ko derahi hai

Aal e Nabi ke ghum ki, buniyaad hai saqeefa
Din raat ab Hassan to apna yehi wazeefa
Jis ne inhe rulaaya wo shakhs laanati hai

Yasrab ki taraf dekh ke ro ro ke Zahra jaayi
Teri Betiyon pe Nana kaisi qayamat aayi
Fizza ke bhi hain Waaris yahan mera na koi hai

Jab roti thi Sakina har baar chup karaaya
Aur ghash se Paak Aabid ko tu ne hi jagaaya
Zainab ke saath jhirke Fizza bhi khaa rahi hai
azadaar110
azadaar110
Moderator
Moderator

Number of posts : 89
Age : 32
Location : UK
Points : 150
Registration date : 2010-05-25

http://www.hubeali.com

Back to top Go down

Back to top

- Similar topics

Permissions in this forum:
You cannot reply to topics in this forum